
Crispy Hash brown Recipe bhut hi km saman mein ban jati hai aur bhut tasty bhi lgti hai. Ydi apka kbhi chapte kha e ka man hai aur ajkl lockdown ke karan jyada ingredients nhi available hai to ye hashbrowns apko bhut pasand ayenge. To aiye shuru krte hai ise bnane ki vidhi.
Crispy Hash Brown Recipe

Preparation Time (तैयारी का समय)
Preparation time: 15 minute
Ingredients (सामग्री)
Recipe (विधि)
- Crispy Hash brown Recipe bnane ke liye sbse phle aap aloo ko chil kr kadukas kr le. Ab in aloo ko saf pani mein dho kr ache se squeeze kr le aur Sara pani nikal de.
- Kadukas krne ke bad isme lal mirch, namak, chat masala aur besan dal de.
- Besan itna dale ki ye aloo bind ho jaye. Ise thoda jldi krna hai because aloo pani chod dete hai.

- Ab ek nonstick pan le air tyar mixture mein se thoda thoda nikal kr round shape de kr pan mein rkhte rhiye.

- Is trh ek pan mein aap 3 se 4 hash brown ek time pr bna skte hai.
- Thoda sa oil dalein aur dhk kr 2 minute pkne de.
- Phir 2 minute bad ise palate de aur dusri side se bhi sekein.

- Crispy hone tk ise sekein.
- Crispy Hash brown Recipe ab Tyar hai.

- Ise aap tomato sauce ya hari chutney ke sath serve krein.
Sujhav
- Ydi aap chahein to isme aap aloo ke sath gajar ya koi aur veggies bhi kadukas kr ke dal skte hai.
- Besan ki quantity aloo ke according hogi.
- So aap besan dalte samay dhan rkhe ki aloo bind ho jaye.
Frequently Asked Question
- How do you make crispy hash browns from scratch?
- Is Hash Brown healthy?
- How do you make hash browns not soggy?
- Can you fry frozen hash browns?
- Can you use butter instead of oil for hash browns?
Leave a Reply